Nawafil roza
Nabi mohammad s.a.w.s hafte ke pir or jumerat (monday and thursday) ko roza rakha karte the . Aur urdu mahine ki13 14 aur 15 tarikh ko roza rakha karte the. In rozo ki fazilat bohut hai. Pet ka connection dimag se hota hai . Aap dekhie har insan me gland ,sharir ke part same hote hai par koe shahks hoshiyar aur koe bhola hota hai .yeh sab harmone ke kam our gyada hone ki wagah se hota hai. Yeh nafil roze insan ki machine ko andar se magboot karte hai .aur insan ko andar se magboot banate hai.in rozo ko go shaks rakhta hai wo shaks ki kabiliyat badh gati hai.nabi jo kam karte the ud ke piche bahut bade raz hai.nabi ko har chiz ka ilm tha.isliye ham bhi nawafil roze kasrat se rakh ne ki fikr kare.allah hame nabi ke is mobarak tarikhe par khada kar.aamin...........