Swatantra aur pungde me kaid panchi
Swatantra pakshi:
Swatantra pakshi apne dil ka raja hota hai .wo apni manchahi zidagi jita hai. Uski ko ee raksha nahi karta . Wo swayam ke dam par jita hai. Wo khudh apna anna aur bhogan dhund kar khate hai .swatantra pakshi insano se doori banae rakte hai.
Pingde me kaid panchi:
Pingde me kaid panchi ko insan palte hai unke khane pine ki dekhbal insan karte hai.wo apne man se kahi bhi ud nahi sakte .unhe jo dala jae wahi khana padta hai. Isan apne dil bahlane ke liye pakshiyo ko kaid karte hai. Par koe bhi prani ho ya ganwar use kaid rahna pasand nahi hota .har koe chahta hai "swatant rahna"

Comments
Post a Comment